Album Cover Zimmedaar (feat. Arpit Bala)

Zimmedaar (feat. Arpit Bala)

Paradox

5

Yeah, yeah

Yeah, yeah, yeah

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon

Haan hogi khushi jo na teri nazar mein

Na lag jaaye nazar jiski baahon se jalta main

Aashiq to main bhi tha tera haan

Akhir mein khel hi hai aisa ki baazi ab uski

To jeene do usko jo chhoota tujhe

Main karvat badalta, ab badlu main khudko

Haan bhoola main bhoola ye sab kuch tha bhoola

Ki aashiq to main bhi tha tera haan akhir mein

Akhir mein beete pal ko kal mein dhoond raha hoon

Sach mеin bolu tujhko, tujh mein kal se cheen raha hoon

Cheen raha hoon

Aakhir mein [?]

Zimmеdaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, teri kasmo ka gunehgaar hoon

Zimmedaar hoon, zimmedaar hoon, mere zakhmo ka zimmedaar hoon

Ab na vishvaas hai gairo pe (Gairo pe),

Piston ki chaap hai pero pe (Pairo pe)

Chehra libaas se padhna, ek raaz sa rakhna

Hisaab se chaloge (Hisaab se chaloge)

Hisaab na karna tum pyaar se daroge

Krar ke rehte izhaar se daroge

Ek baar ko karke sau baar ko maroge,

Sau baar ko maroge

Tu kehti, ni pasand tha tujhe main gairo ke saath hoon

(Gairo ke saath hoon)

Maine bhi bola tha mujhe ni pasand ho gairo ke saath tu

Ab dekh na aaj tu waise hi roti hai,

Waise hi soti hai, waise hi khoti hai

Waise hi jaise taise karke maine kati raatein

Aati raatein to ye kehti, "Baatein aaja aadhi-aadhi baatein

Thodi teri yaadein, thodi meri yaadein

Thode mein rehne de, tu thode mein rehne de, thode mein rehne de"

Ni jhelna phirse vo, dard puraana, vo ghar puraana, vo sar fukana

Phir dard bhulaana phir zakhm chhupaana

The cycle goes on, ye sab dohraana (Dohraana, dohraana, dohraana)